O Yaara Tujhe Pyaar Ki
Batiyaan, Kya Samjhawaan
Jaag Ke Ratiyaan Roz Bitaawaan......
Isse Aage Ab Main Kya Kahoon !!!!!!!
O Yaara Tujhe Bolti Ankhiyaan, Sadke Jawaan
Maang Le Pakiyaan Aaj Duawaan.......
Isse Aage Ab Main Kya Kahoon !!!!!!!
(Her Voice)
Maine Toh Dheere Se Neendon Ke Dhaage Se !!
Baandhaa Hai Khwaab Ko Tere...
Main Na Jahaan Chaahoon !!
Na Aasmaan Chaahoon Aaja Hisse Mein Tu Mere...
Tu Dhang Chaahaton Ka, Main Jaise Koi Naadaani
Tu Dhang Chaahaton Ka, Main Jaise Koi Naadaani
Mujhe Khud Mein Jod De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani !!
Main Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
|
No comments:
Post a Comment